[00:06.22]作曲 : Pritam Chakraborty
[00:11.10]作词 : Swanand Kirkire
[00:31.68]Saawali si raat ho khamoshi ka saath ho
[00:46.53]Hmm saawali si raat ho khamoshi ka saath ho Hmm...
[00:57.37]Bin kahe bin sune baat ho teri meri
[01:07.74]Neendh jab ho laapata udaasiyaan zara hata
[01:17.79]Khwaabon ki razaayi mein raat ho teri meri
[01:36.88]Hmmm
[01:54.34]Jhilmil taaron si aankhein teri
[01:58.96]Khare khare paani ki jheelein bhare
[02:04.41]Hardum yun hi tu hansti rahe
[02:09.20]Har pal hai dil mein khwaahishein
[02:14.69]Khamoshi ki loriyaan sunn toh raat so gayi
[02:24.95]Bin kahe bin sune baat ho teri meri
[02:34.93]Saawali si raat ho khamoshi ka saath ho
[02:45.34]Bin kahe bin sune baat ho teri meri
[03:23.24]Barfi ke tukde sa chanda dekho aadha hai
[03:28.28]Dheere dheere chakhna zara
[03:32.37]Hmm hasne rulane ka aadha pauna vaada hai Hmm...
[03:38.81]Kankhi se takna zara
[03:42.86]Yeh jo lamhe hain lamhon ki behti nadi mein
[03:48.21]Haan bheeg loon haan bheeg loon
[03:53.36]Yeh jo aankhen hain aankhon ki gumsum zubaan ko
[03:58.37]Main seekh loon haan seekh loon
[04:03.98]Ankahi si guftagu ansuni si justaju
[04:14.36]Bin kahe bin sune apni baat ho gayi
[04:24.37]Saawali si raat ho khamoshi ka saath ho
[04:34.88]Bin kahe bin sune baat ho teri meri