Taekhaane mai band, mard hu tarasha
Sun
tujhse takaza
Pyaar
khud ko nawaza
Khus reh aur jeene de mujhko zara sa
Dil
pata dhoondhe wafa ka
Dard mila jhootha muaza
chain nahi hota zara sa
Uljha mai khud mai par masle suljhata
Baatein uthi parda faash khulasa
jhagre na hote par hota tamasha
jaali the jitne nikala
aur kandho pr apne pahuchta janaza
kaisi thi shuru sai mujhe pata tha
pyaar kai kaaran bharosa rakha tha
mai kya hi krpaata
umeed chalawe ki tareh khara tha
kahu ek aur sach
mai yai sb nahi krna hu chahta
kaash me saada sa jeevan betata
ab Kisko Batata ki mujhe bharosa satata
aakhir mai wo na ruka tha
phir kaise humdono kai kismat ko mai khud akele harata?
Kaafi kch samjha mai
par wo mujhe baat krne kai laayak bhi nahi samjhi
khair
agli zindagi mai phir se koshish kar lengai
Jo baate nahi keh paaye is baar
Jo zakham nahi bhar paaye is baar
Mille gai tumse is duniya kai us paar
Kaise jee ra hu mai zindagi
kya tum jeena chahte zindagi?
tera naam hai adhoora mere.....
Kaise jeera hu mai zindagi aaram kai bina
Kya tum jeena chahte zindagi सम्मान kai bina
Tera naam hai adhura mere naam kai bina
jaise khilta nahi Chaand , shaam kai bina