Swarg mein tere liye kya hai koi jagah
Kya tera rishta Yeshu se ban saka
Tu ye janey raah wahi hai kyun tu us par chalta nahi hai
Man mein tune jo paap kiya socha tune koi na dekhta
Dekhta hai tera Yahowa tere man ko Wo janta hai
Ayega Wo jab lene tujhe jayega kya tu sang Uske
Tauba kar le tu gunaahon se payega na phir avsar Pita se