kisi kavi ne kya khoob hi kaha hai kya koi musafir kabhi ant tak raha hai? tere bin mera ab dam ghut rha hai mai tujhko raha dhundh tu awaz de kaha hai tere bina lagta fika ye jahan hai bewafa'yi ka ilzaam jo laga hai mujhe mohobatt ka anjaam bhi pata hai tu mujhko kare pyar mujhme wo khoobi hi kaha hai kya tujhe yaad kare bina biti raat koi tu mera pyar maine chaha bas tereko hi kya tu bhi rehti hai hamari un yaadon me khoyi yaad hi nahi kab aakhri dafa thi baat hui aaja dil ki baat mai bata du jite ji, tujhe maut se mila du kabhi tujhko na shikwa gila du dil tuta hai usko kaise sila du inaam me bas pyaar ka kila do mujhe ek baar usse mila do mujhe maut ke karib gira do lage jaise mujhe ghum ka tofa mila ho jism ki diwaar todo rooh se mila do kha lunga jeher jo tum haath se khila do kisi kavi ne kya khoob hi kaha hai kya koi musafir kabhi ant tak raha hai? tere bin mera ab dam ghut rha hai mai tujhko raha dhundh tu awaz de kaha hai tere bina lagta fika ye jahan hai bewafa'yi ka ilzaam jo laga hai mujhe mohobatt ka anjaam bhi pata hai tu mujhko kare pyar mujhme wo khoobi hi kaha hai