Dil Mein Ek Jaan-E-Tamanna Ne Jagah Paayi Hai - Mohammed Rafi/Shakeel Badayuni Lyrics by:Shakeel Badayuni Composed by:Shakeel Badayuni/S.D. Burman Produced by:Ziaan Entertainment FZCO Aaj sheeshe mein baar baar unhen Dil ki moorat dikhaayee deti hai Apni soorat nazar nahin aati Meri soorat dikhayee deti hai Dil mein ek jaan-e- tamanna ne jagah paayee hai Aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayee hai Dil mein ek jaan-e- tamanna ne jagah paayee hai Aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayee hai Dil mein ek jaan-e- tamanna ne jagah payee hai Aa gaya mere tasavvur mein koi pardanasheen Aa gaaya Aa gaya mere tasavvur mein koi pardanasheen Aaj har cheez nazar aane lagi mujko haseen Kya kahoon main badi dilkash meri tanhaayee hai Aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayee hai Dil mein ek jaan-e- tamanna ne jagah paayee hai Behki behki nashaa-e-husn mein khoyee khoyee Behki behki nashaa-e-husn mein khoyee khoyee Jaise khaiyyam ki rangeen rubaayee koi Dil ke sheeshe mein pari banke utar aayee hai Aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aaye hai Dil mein ek jaan-e- tamanna ne jagah payee hai Husn ke saamne izhaar-e-waffa hai mushqil Husn ke Husn ke saamne izhaar-e-waffa hai mushqil Kaash chupkar hi woh sun le mera afsaana-e-dil Jisne ye pyaar ki manzil mujhe dikhlaayee hai Aaj gulshan mein nahin ghar mein bahaar aayee hai Dil mein ek jaan-e- tamanna ne jagah payee hai