Bepanah Ishq-文本歌词

Bepanah Ishq-文本歌词

Payal Dev&Yasser Desai&Kunaal Vermaa
发行日期:

Bepanah Ishq - Payal Dev/Yasser Desai/Kunaal Vermaa Lyrics by:Kunaal Vermaa Composed by:Payal Dev Tu saamne ho jahan bhi main jaaun Saanso se loon naam zyada tera Teri nigahon mein main muskuraun Har dard tera ho aadha mera Khwaab mumkin hua raat se din hua Sirf tum aur hum hain ab yahan Maine aasmaan pe likh diya Tu hai meri main hoon bas tera Ret se samandar ki tarah Ab yeh ishq hoga bepanah Maine aasmaan pe likh diya Main teri hoon tu hai bas mera Ho ret se samandar ki tarah Ab yeh ishq hoga bepanah Manzilein na jaane kitne Raaston ke baad aayi hai Bekhatam mulakatein sau Faaslon ke baad aayi hai Yeh hawayein jaane kitni Mausamon ke baad aayi hai Raahtein humare dil ko Sau gamon ke baad aayi hai Zindagi ke liye mangte the tujhe Tu meri zindagi ban gaya Maine aasmaan pe likh diya Main teri hoon tu hai bas mera Ho ret se samandar ki tarah Ab yeh ishq hoga bepanah Maine aasmaan pe likh diya Tu hai meri main hoon bas tera Ho ret se samandar ki tarah Ab yeh ishq hoga bepanah